Kaisi Teri Khudgharzi Ost Lyrics is a new Drama ost lyrics. Singer : Rahat Fateh Ali Khan. Ft. Danish Taimur, Durre Fishan and Numan Ijaz.
Mohhabbat ko bhare
bazar main Rusva kiya tune
Ay souda gar mere dil ke
Ye kya souda kiya tune
Ye kaisi teri khudgarzi
Suni na dil ki ek arzi
Mere rasoo na dekhe tu
Teri marzi teri marzi
Teri marzi teri marzi
Ye kaise teri khudgarzi
Ye kaise teri khudgarzi
Main saan saan hari hari
Main saan saan hari hari
Main ruldi diya mari mari
Main saan saan hari hari
Main ruldi mari mari yaan
Diya hai zakm bhi tumne
Hara hai vo sila hi nahi
Mohhabbat ja tujhe choda
Mujhe tujhse gila hi nahi
Mujhe bus door jana hai
Tere dil se nigahon se
Guzarna hi nhi mujhko
Teri galiyon se raaho se
Teri manzil bhi jhooti hai
Tere sab khuab hai khote
Teri raahen farebi hai
Tere raste sabhi farzi
Teri marzi teri marzi
Teri marzi teri marzi
Suni na dil ki ek arzi
Ye kaisi teri khudgarzi
Main saan saan hari hari
Main ruldi diya mari mari
Main saan saan hari hari
Main ruldi diya mari mari
Main saan saan hari hari
Main ruldi diya mari mari
Main saan saan hari hari
Main ruldi diya mari mari
Teri chokhat pe rakha tha
Jalakar Dil puja To Nahin
Tere daman se lipata tha
Mera aansu gira do Nahin
Tera saya mere aage
Meri awaaz piche Hain
Tera dil koi pathar hai
Meri jaan ishq Niche hai
Meri saanse mujhko de day
Khudaya mujhko Jeena De
Meri Fariyad Sun Le Tu
Kabhi Sun Le Meri Arzi
Teri Marzi Teri Marzi
Teri Marzi Teri Marzi
Yeh Kaisi Teri Khudgrazi
Mera Humdard Bedardi
Main saan saan hari hari
Main ruldi diya mari mari
Main saan saan hari hari
Main ruldi diya mari mari
Main saan saan hari hari
Main ruldi diya mari mari
Main saan saan hari hari
Main ruldi diya mari mari
Open Link 🔗👇👇
THANKS FOR VISIT MY WEBSITE 😊
0 Comments