Pyar Dewangi Hai Ost Lyrics – Rahat Fateh Ali Khan
Published by OSTLyrics12 on
Pyar Deewangi Hai ost
Jane kya hota hai
dil had se guzar jata hai
Jis taraf yaar ki chokhat ho
udhar jata hai
Dil ki halat ko btaye to btaye kaise
100 dafa jita hai
100 martaba mar jata hai
Pyar mera junoon hai
Yaar mera junoon hai
Imtihano se aage
Jane vala junoon hai
Kya yeh deewangi hai Aashiqui hai
Ya junoon hai
Kya yeh deewangi hai Aashiqui hai
Ya junoon hai
Zindagi aajzi hai sarkashi hai
Ya junoon hai
Zindagi aajzi hai sarkashi hai
Ya junoon hai
Hosh rehta nhi hai
Chain padhta nhi hai
Ye junoon chiz hai kya
Shikva karta nahi hai
Kya yeh deewangi hai Aashiqui hai
Ya junoon hai
Kya yeh deewangi hai Aashiqui hai
Ya junoon hai
Pyaar mera junoon hai
Pyaar bhi mera junoon hai
Pyar hona bhi na hona bhi
Junoon hota hai junoon hota hai
Yaar milna bhi na milna bhi
Junoon hota hai junoon hota hai
Ye andheron ka ujalon ka safar hai aisa
Aag ka jalna bhi bujhna bhi
Junoon hota hai junoon hota hai
Pyar mera junoon hai
Yaar mera junoon hai
Imtihano se aage
Jane vala junoon hai
Kya yeh deewangi hai Aashiqui hai
Ya junoon hai
Kya yeh deewangi hai Aashiqui hai
Ya junoon hai
Pyaar mera junoon hai
Pyaar bhi mera junoon hai
Pyaar mera junoon hai
Pyaar bhi mera junoon hai
Zindagi aajzi hai sarkashi hai
Ya junoon hai
Zindagi aajzi hai sarkashi hai
Ya junoon hai
Kya yeh deewangi hai Aashiqui hai
Ya junoon hai
Pyaar mera junoon hai
Pyaar bhi mera junoon hai
Read More : Kaisi Teri Khudgrazi Full OST Lyrics
Drama Present By Ary Digital
0 Comments